|
Post a reply ||
Back to
Jodha Akbar ka mas'la
Submitted by Manzar on 17/Mar/2008 117.194.0.82
Message:
Dosto! Jodha Akbar film ko le kar India mein jo hangame kiye ja rahe hain un par hairat hoti hai. Aakhir yeh kattar Hindu tareekh ke dushman kiyon hain? Kya is liye ki in ka mazhab JHOOT ka pulinda hai? Aur isi liye inhen har sachi baat karwi lagti hai? Kabhi Babri Masjid par Ram mandir ka jhoota dawa to kabhi Taj Mahal par mandir hone ka shosha.
Aur ab to had ho gayi. sadiyoN se chali aa rahi tareekh, ke Jodha Bai Akbar ki biwi thi, jhutla kar us ko saleem ki biwi qarar de rahe hain. Kya aisa karne se kalank ka daagh khatm ho jaye ga?
Kuch to sharm karo ....
Replies to this post
|